logo

Browse Song Titles (Alphabetically)

Year

Browse by Singer Name (Alphabetically)


Song Heading Singer Music By Lyricist Movie / Album Actor Category
Main Shaayar To Nahin, Magar Ai Hasin Shailendra Singh Laxmikant Pyarelal Anand Bakshi Bobby Aruna Irani, Rishi Kapoor Romantic Songs, Filmfare Awards Nominee

Main Shaayar To Nahin, Magar Ai Hasin


mai shaayar to nahi mai shaayar to nahi, magar ai hasi jabse dekha maine tujhko, mujhko shayari aa gai mai shaayar to nahi, magar ai hasi jabse dekha maine tujhko, mujhko shayari aa gai mai aashiq to nahi, magar ai hasi jabse dekha maine tujhko, mujhko aashiqi, aa gai mai shaayar to nahi pyaar kaa naam maine suna tha magar pyaar kya hai ye mujhko nahi thi khabar pyaar kaa naam maine suna tha magar pyaar kya hai ye mujhko nahi thi khabar mai to uljha raha uljhano ki tarah dosto me raha dushmano ki tarah mai dushman to nahi mai dushman to nahi, magar ai hasi jabse dekha maine tujhko, mujhko dosti aa gai mai shaayar to nahi sochata hu agar mai dua maangata haath apne uthakar mai kya maangata sochata hu agar mai dua maangata haath apne uthakar mai kya maangata jab se tujhse muhabbat mai karne laga tab se aise ibaadat mai karne laga mai qaafir to nahi mai qaafir to nahi, magar ai hasi jabse dekha maine tujhko, mujhko bandagi aa gai mai shaayar to nahi, magar ai hasi jabse dekha maine tujhko, mujhko shayari aa gai mai shaayar to nahi


Chori Chori
Film cast: Aruna Irani, Rishi Kapoor
Singer: Shailendra Singh
Lyricist: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Film Director: Raj Kapoor